XtremePapers

ElLa_Jan
ElLa_Jan
Jee, KPKites nay sabit kardiaa hay We are for Change... Jaisay har saal Eid ka chaand pehlay pekhawar main dikhta hay, usi tarah taraqqi, tabdeeli, Naya Pakistan humara pekhawar say dikhay gaa! In Sha Allah <3
robinhoodmustafa
robinhoodmustafa
-.- Yes EID mai Bhi Pehlaay he totaay ho.

We are stucked with PPP and MQM
ElLa_Jan
ElLa_Jan
Light nahi jaati Abb light nahi jaatii... :D
robinhoodmustafa
robinhoodmustafa
I heard a phusto song "Nhistaa bijli Nhistaa"

?? Light Nahi jatey :O
ElLa_Jan
ElLa_Jan
Wo baqion ka gham bata rahay hain xD Pathan kabhi apnay pakistani bhaion aur behnoan ko nai bhultay xD Hum aapka gham main sharik hain xD
robinhoodmustafa
robinhoodmustafa
;o
KPK Mai Assembly gayey thi?
Top