Hum khuda ki naymton aur rehmaton pay us ka shukar ada karnay ki bajae un cheezon pay kurhtay hain jinhain hum hasil karna chahta thay....ALLAH phr bhi raheem ha hum pay apni naymatain nazil karta rehta ha . un ki tadad mein hamaray amal ka mutabiq kami beshi kerta rehta ha lekin un ka silsala kabhi bhi mukamal tor pay munkata nahi hota.