XtremePapers

zahra azam
zahra azam
Hahhahahah han bilkul sahi....
Yar like ke side par comment ka option hoga ussko click kar ke msg type kar lo..... kam time lagega ;-)
Safa Amin
Safa Amin
Acha han yun sahi rahega :p
Safa Amin
Safa Amin
School may kch khaas naya huwa ?
zahra azam
zahra azam
Nahi hum tw school hi nahi jatey.......
zahra azam
zahra azam
Abhi exam le rahey hein school waley :-(
zahra azam
zahra azam
Tum konsey school mein jati ho wahan ?
Safa Amin
Safa Amin
Acha ... Mera to yahan pr koi school hi nhi hai or na hi koi frnd hai ..
Top