Ye but keh tarasheeda-e-tehzeeb-e-nawi hai
gharat gar ka shaana-e-nabawi hai
bazu tera tauheed ki quwwat se qawwi hai
Islam tera des hai, tu mustafawi hai
Nazzara-e-daireena zamanay ko dikha de
Ay Mustafawi khaak mein is but(idol) ko mila de
gharat gar ka shaana-e-nabawi hai
bazu tera tauheed ki quwwat se qawwi hai
Islam tera des hai, tu mustafawi hai
Nazzara-e-daireena zamanay ko dikha de
Ay Mustafawi khaak mein is but(idol) ko mila de
There is a really nice poem of Iqbal on this..
Is daur mein mae aur hai, jaam aur hai jum aur
Saaqi nay bina ki rawish-e-lutf wa sitam aur
Muslim ne bhi tabeer kiya apna haram aur
tehzeeb kay aazar ne tarashwaye sanam aur
In taza khudaaon mein bara sab say watan hai
Jo pairhan is ka hai, woh mazhab ka kafan hai