• We need your support!

    We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
    Click here to Donate Now (View Announcement)

Need help in these muhawras !!!

Messages
1,035
Reaction score
539
Points
123
please somebody post a sentence of each of the following which explains its meaning :
1- nazar lagana
2- hath malna
3- ankhen bichana
4- ankhen char hona
5- zakham par namak chirakhna
6- dil ki dil me rehna
7- ankhon par parda parna
 
Messages
1,014
Reaction score
5,668
Points
513

7- ankhon par parda parna : Ali ki ankhoon par lalach ka asa parda para kay wo halal haram ka farq bhool gaya.
5- zakham par namak chirakhna: Ali nay mazi ka kisa dhura kar ahmad kay zakham par namak chirak diya.
1- nazar lagana : Asad ki maa wo waham ho gaya hai kay har koi us kay bachay ko nazar laga dayta hai.
2- hath malna : Tamam sal khel kood mein wakt ziyah karnmay kat baad imtihamoon mein ab hath malnay say kya faida hai.
3- ankhen bichana : log fankar ki rah mein ankheen bechay bethay rahay lakin wo na aye.
4- ankhen char hona : police say ankeen char hotay hi dako nay door laga di.
6- dil ki dil me rehna : baap ki wafat kay baad, bachay to parhany ki arozo ghareeb maa kay dil ki dil mein hi reh gai.
 
Messages
68
Reaction score
15
Points
18

Nyc sentence structuRe!
 
Messages
1,014
Reaction score
5,668
Points
513
aag kal har kisi ka khoon asa sufaid howa hai k bhai bhia ko nai janta
any other?
 
Messages
1,035
Reaction score
539
Points
123
hamay menat kar kay apni taqdeer azmani chiyay
us nay lottery ki ticket lay k apni takdeer azmai
thankyou sir ! :)
sorry to disturb you but the problem is i dont have any urdu book with me, so i'm doing them on my own
best of luck !
 
Messages
7
Reaction score
0
Points
11
I NEED HELP IN THESE MUHAWARAS!!!
REAL QUICK
  1. Jaan chirakhna
  2. Hosh urana
  3. Hosh mein ana
 
Messages
1
Reaction score
0
Points
1
I NEED HELP IN THESE MUHAWARAS!!!
REAL QUICK
  1. Jaan chirakhna
  2. Hosh urana
  3. Hosh mein ana
1jaan chorakna: har mulk ka baasi apny mulk pr asi jaan chirakta hy k os pr apni jaan bhi qurbaan kr d
2Hosh orana:Arshad ny Asim k chori ka bhanda phor kr os k hoah ora die
 
Top