• We need your support!

    We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
    Click here to Donate Now (View Announcement)

Pakistan Studies, Islamiyat and Urdu: Post your doubts here!

Messages
69
Reaction score
17
Points
8
and A at 49, Since individual papers mei A* does not exist
Is dafa ka paper, 2019 mein question 1 thoda mushkil tha. Baki choice mei 2 sec 1 the, 1 sec 2 ka aur aik sec 3. Hamare wale mein compulsory mein ye titu aur tipu wala scene hobaya aur phir ye d part mein bachon ne thodi garbad kardi. Choice mein literally 2 naye sawaal aur baaki 2 mein sirf aik asaan tha, aur aik sec 3.
 
Messages
491
Reaction score
2,112
Points
253
Is dafa ka paper, 2019 mein question 1 thoda mushkil tha. Baki choice mei 2 sec 1 the, 1 sec 2 ka aur aik sec 3. Hamare wale mein compulsory mein ye titu aur tipu wala scene hobaya aur phir ye d part mein bachon ne thodi garbad kardi. Choice mein literally 2 naye sawaal aur baaki 2 mein sirf aik asaan tha, aur aik sec 3.
REACTION SCORE LE LO
 
Messages
69
Reaction score
17
Points
8
don't expect more in paper 1, but in paper 2
Paper 2 mera acha hoya tha, i got hub ruver wring and have doubt in the steel mills source and d part of q4. I wrote informal ke benefits hein ke wo cheap hein to industries par zada fianancial bojh nahin hota, so they can improve their machinerh etc, baaki wo chwap aur ample amount mein labour mikti he to larger workforce whuch uncreases production, more export goods improving BOP. Negatives mein likhdia that unko tax karne mein mushkil hoti he cus they are not registered etc and plus because they have value only as labour, they donot provide any skils which need to be imported thus negative BOP.
 
Messages
69
Reaction score
17
Points
8
YAR YEH MERAI STRONG SUBJECTS HAI, OR MERA YEH HAL HAI
Jani, apko meri tarah overthinking ki problem to ni hena. Here im thinking ke isl mein B part ka answer likha aur B part mention ni kia, ya q5 kara his mein or booklet mein q4 likhdia. Intermet par dekhlia ke examiner isnt this cruel or stupid to not check the answer and match it with the questions par phir bhi overthinking kar raha hoon, bar bar his mein titu wala sawal araha he. Ye 3 sjbjects compuksory na hote to ye haal na hota. Isl ke ilawa baaki 2 ka ghanta faida he, bas dua hi karsakte hejn vro
 
Top