Poetry! =P

Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
  1. “Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pe “MOHSIN”
    Is Liye Jab Chaha Yaad Kiya Jab Chaha Bhula Diya”…
  2. “Janta Tha Wo Mujh Ko Behlane Ke Har Andaz “QATEEL”
    Is Liye Jab Chaha Hansa Diya Jab Chaha Rula Diya”…
  3. “Rakhta To Tha Wo Mera Bohat Hi Khayal “WASI”
    Is Liye Jab Chaha Khafa Kiya Jab Chaha Mana Liya”…
  4. “Lagta To Tha Us Ko Hai Mujh Say Bohat Hi Pyar “SAAQI”
    Is Liye Jab Chaha Apna Bana Liya Jab Chaha Damaan Chura Liya”
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
Main us k Haathon me tha Tute hue Sheeshe ki trha Bari Umeed thi k bikhrne nhi dega.
Bus giraya kuch is Ada se k Simatne ki Aaas hi na rahi
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
Tu wo zaalim hai Jo Dil mn reh kr b mera na ban Saka “Ghalib”
Aur Dil wo kafir Jo mujh mn reh kr b tera hogaya
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
unke dekhe se jo aa jaatee hai munh par raunaq
woh samajhte hain ke beemaar ka haal achcha hai
 
Top