- Messages
 - 971
 
- Reaction score
 - 2,693
 
- Points
 - 253
 
- “Kitna Ikhtiyar Tha Us Ko Apni Chahat Pe “MOHSIN”
Is Liye Jab Chaha Yaad Kiya Jab Chaha Bhula Diya”… - “Janta Tha Wo Mujh Ko Behlane Ke Har Andaz “QATEEL”
Is Liye Jab Chaha Hansa Diya Jab Chaha Rula Diya”… - “Rakhta To Tha Wo Mera Bohat Hi Khayal “WASI”
Is Liye Jab Chaha Khafa Kiya Jab Chaha Mana Liya”… - “Lagta To Tha Us Ko Hai Mujh Say Bohat Hi Pyar “SAAQI”
Is Liye Jab Chaha Apna Bana Liya Jab Chaha Damaan Chura Liya”