• We need your support!

    We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
    Click here to Donate Now (View Announcement)

*~*~♦ тнᴇ αят ᴏƒ ɢяᴏᴏмɪɴɢ уᴏυя ѕᴏυʟѕ ♦~*~*

Messages
1,412
Reaction score
6,320
Points
523
i read it in an urdu magazine. so i thought of sharing this. its about imp of women

aurat ki muhabbat apni nazakat me phol ki tarhan hoti hy. jis me wafa aur eesar ki mehak hoti hy. is me khuddaari ke kante bhi hote hein aur kaliyon ki narmahat bhi. jo kabhi bahar ki tarhan rangeen to kabhi khizan k zard pattoon ki tarhan udaas.
kbi shabnam k qatron ki tarhan pur nam hoti hy to kabhi kuhr ki tarhan purasrar . kabhi thaaten marte hoye samander ki tarhan pur josh aur kbi 14 ke chand ki tarhan pur sukoon. ye zindagi ek laq o daq sehra ki tarhan hoti agar aurat iss me rang na bharti.


Wujood-e-Zan Se Hai Tasveer-e-Kainat Mein Rang Issi Ke Saaz Se Hai Zindagi Ka Souz-e-Darun

so we should respect them. i apologize to any who felt offended due to me
 
Messages
3,202
Reaction score
8,019
Points
523
islamic-quotes-about-life-every-experience-allah-gives-us-islamic-quotes-50465.jpg
 
Top