Andey ka funda!!!

Messages
3,401
Reaction score
9,793
Points
523
insha ji utho ab kuch kero, is sheher may anday ko lagana kiya?
wehshi ko sukun say kiya matlab, jogi ka nager may thikana kiya

is anday k darida daman may dekho to sahi socho to sahi
jis jholi may so chhaid huay, us jholi ka phelana kiya?

.
.

phir hijr ki lambi raat miyan, sanjog ki to hi aik ghari
jo anday may hai lab pay aanay do, sharmana kiya ghabrana kiya? xD

.
.
.
.
 
Top