• We need your support!

    We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
    Click here to Donate Now (View Announcement)

Poetry! =P

Messages
255
Reaction score
1,422
Points
153
AN ADVICE
Believe on ur self and on ur fate,
Believe on ur heart no matter whatever it take.
Grasp all opportunities that come on ur way,
With an open heart, what ever comes in your mind just say.
Honour yourself like a princess or more,
But make yourself limited as there is not much in life's store.
Make yourself so precious like a stone which is found rare,
Make yourself so special for whome every1 care.
Soar high and keep your feet on the ground,
Pay attention to every thing in your life even if it's a creepy sound.
Have a proper preparation today as it determines tomorrow's achievement,
Amend, where ever there's a need for improvement.
Choose the road to success and make sure it's paved with good intentions,
Stabilize yourself according to the surrounding situations.
Hope for the best as it's the least your mind can do,
Inspired by many others, make your self a great legend too.

Written by Khushbakhat Malik Awan on 30th December
 
Messages
1,355
Reaction score
3,593
Points
273
Mujhe dard e ishq ka mazaa maloom hai,
Dard e dil ki inteha maloom hai,
Zindagi bhar muskurane ki dua naa dena,
Mujhe pal bhar muskurane ki sazaa maloom hai..

Bicher jana tu os k liye maenay nahin rakhta,
Jafaon ka apni hissab wo zabani nahin rakhta,
Rota nahin ya osay rona nahin aata,
Sungdil hai ya phir aankhon mein pani nahin rakhta….

Aashna hotey huay bhi aashna koi nahin
Jantey hain sab mujhy pehchanta koi nahin
Mukhtasir lafzon mein ye hai mizaj-e-dosti
Rabta beshak hai sab se wasta koi nahin

Mere aur Us ke chahne me ek farq tha,
Mujhe wo aur Us ko sara zamana chahiye tha

Nadaani mein hum kisse apna samajh baethe,
Jo dikhaaya uss Bewafa ne Sapna, hum haqeeqat samajh baethe
Dekho aaj chod diya hamein, Usne ek Gair ke liye,
Jisse hum apna Humsafar samajh baethe

zakhm itna gehra hain izhaar kya kare
hum khud nishana ban gaye vaar kya kare
so gaye hum magar khuli rahi aankhen
is se zyada unka intzaar kya kare

Bhool jana tha to phir apna banaya kiyon tha
Jhooti ulfat ka yaqin dilaya kiyon tha
Apni chahat ka yaqin dilaya kiyon tha
hooti manzil ka neshan banaya kiyon tha

Wo muskra k dard taal deta hy,
Kisi kisi ko khuda ye kamal deta hy.
Nazar utha k jis ko dekh le wo ek bar,
Yaqeen karo usay mushkil main daal deta hy.

Bus ik zara khayal is dosti ka tha,
Warna bohat gila teri berukhi ka tha,
Mujhko laga mai b teri zindgi men hoon,
Per ye to koi dhoka meri saadgi ka tha…

salman bhai AAP ki peotry ko mery taraf sai lkis(21) toopoon ki salami
 
Messages
1,355
Reaction score
3,593
Points
273
na aata hai na chini hai na sabzi hai dukanoon par,
na aata hai na chini hai na sabzi hai dukanoon par,
to pakistani hai basera kar paharoon ki chatanoon par.


hum dosti kuch aisa nibahain gai,
hum dosti kuch aisa nibahain gai,
koi aap ko bura keh kar to daikha,
qasam sai, hum bhi us ki haan mey haan milain gai.

"if that made u smile hit like it"
 
Messages
1,355
Reaction score
3,593
Points
273
agar life mein koi mistake ho jaye,agar life mein koi mistake ho jaye,
2 minute aank band kar ke soochay, ke is ka ilzam kis par lagaya jaye.
 
Messages
1,355
Reaction score
3,593
Points
273
Bank Main Faraz Daka Dalny Gaya Or Bola

Arz Kiya Hay

Takdeer Main Jo Hay, Wo Mily Ga,
Handz-Up, Koi Apni Jaga Se Nahi Hily Ga.

Phir Cashier Ko Khaha:

Apny Kuch Khwab Meri Ankhon Se Nikal Do,
Jo Kuch Bhe Hay Jaldi Say Is Bag Main Dal Do.

Phir Kaha:

Bohat Koshish Karta Hun Teri Yaad Ko Bhulany Ki,
Khabardar Koi Hoshyari Na Kary Police Ko Bulany Ki.

Phir Bank Walo Ko Kaha:

Dil Ka Aangan Tery Bin Veeran Para Hay,
Jaldi Karo Bahar Mera Yaar Khara Hy.
faraz kay saath hi kyun?:(
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
2)

pehlay thaa tu hee bsaa meri har aah mein, meray har tassavvur mein
mgr ab kia; kion mein nazar aaya khud ko teri ankhon mein teray aanso'on mein

mat chhair tazkira tu meray haal ka meray malaal ka
mein samjhaa tujh ko woh; jo mujh mein kabhee thaa hee nahi

tou kion tou aas lagayay baitha hay
kion tu gham ko seenay mein chupayay baitha hay

parvah hay khud kee mujhay bhee itnee jitni tu apnay ashkon kee karta hay
mgr farq hay tou itna keh tu sadyon karta hay aur mein sadyon say soch rhaa hoon

bahaayay na bahein mgr phir bhee tarr kartay hein
mein uss say kehta hoon kion tu fikar krta hay ....
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
563208_10151533170573185_659628791_n.jpg



Every step of the way
I will walk with you and never leave you stranded. (a full stop)
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
28989_10151517909273185_1001860845_n.jpg

You have no idea how hard I've looked
for a gift to bring You.
Nothing seemed right.
What's the point of bringing gold to
the gold mine, or water to the ocean.
Everything I came up with was like
taking spices to the Orient.
It's no good giving my heart and my
soul because you already have these.
So I've brought you a mirror.
Look at yourself and remember me.
 
Top