- Messages
- 143
- Reaction score
- 1,545
- Points
- 143
Poetry ati hai
We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
Click here to Donate Now (View Announcement)
Poetry ati hai
bitPoetry ati hai
What's amazing about that?[/quote
Nice poetry
Mujhe dard e ishq ka mazaa maloom hai,
Dard e dil ki inteha maloom hai,
Zindagi bhar muskurane ki dua naa dena,
Mujhe pal bhar muskurane ki sazaa maloom hai..
Bicher jana tu os k liye maenay nahin rakhta,
Jafaon ka apni hissab wo zabani nahin rakhta,
Rota nahin ya osay rona nahin aata,
Sungdil hai ya phir aankhon mein pani nahin rakhta….
Aashna hotey huay bhi aashna koi nahin
Jantey hain sab mujhy pehchanta koi nahin
Mukhtasir lafzon mein ye hai mizaj-e-dosti
Rabta beshak hai sab se wasta koi nahin
Mere aur Us ke chahne me ek farq tha,
Mujhe wo aur Us ko sara zamana chahiye tha
Nadaani mein hum kisse apna samajh baethe,
Jo dikhaaya uss Bewafa ne Sapna, hum haqeeqat samajh baethe
Dekho aaj chod diya hamein, Usne ek Gair ke liye,
Jisse hum apna Humsafar samajh baethe
zakhm itna gehra hain izhaar kya kare
hum khud nishana ban gaye vaar kya kare
so gaye hum magar khuli rahi aankhen
is se zyada unka intzaar kya kare
Bhool jana tha to phir apna banaya kiyon tha
Jhooti ulfat ka yaqin dilaya kiyon tha
Apni chahat ka yaqin dilaya kiyon tha
hooti manzil ka neshan banaya kiyon tha
Wo muskra k dard taal deta hy,
Kisi kisi ko khuda ye kamal deta hy.
Nazar utha k jis ko dekh le wo ek bar,
Yaqeen karo usay mushkil main daal deta hy.
Bus ik zara khayal is dosti ka tha,
Warna bohat gila teri berukhi ka tha,
Mujhko laga mai b teri zindgi men hoon,
Per ye to koi dhoka meri saadgi ka tha…
NiceOMG!!! that was awesomeeeeeeee!! bohot achi poetry thi!!! aik jaga par, like towards the end, aapne 'hooti' likha hai.... i hink u meant 'jhooti' ? anyways kaafii achi thi!!!
thanks!Nice
Mera maan... Behne chalaToar dey har aas ki doori, aason mein kya rakha hai,
ye ishq mohabbat batein hain, batoon mein kya rakha hai,
Qismat mein jo likha hai wo akhir ho kei rakha hai
chand lakeerein ulji si hain, in hathon mein kya rakha hai?
urs? O.OToar dey har aas ki doori, aason mein kya rakha hai,
ye ishq mohabbat batein hain, batoon mein kya rakha hai,
Qismat mein jo likha hai wo akhir ho kei rakha hai
chand lakeerein ulji si hain, in hathon mein kya rakha hai?
koi shak??urs? O.O
i really loved this verse!
.-. nahi Aapi.koi shak??
iss mein 4 verses hain. konsa verse?
.-. nahi Aapi.
the whole of the script
Meray dil mai dhoom jis larki ne mcha “rakhi” hai
Naam us shokh Haseena ka “Allah-rakhi” hai
Main “Allah-rakha” hoon, Wo “Allah-rakhi” hai
Shayad Allah ny wo mere liye hi bana “rakhi” hai
Kehtay hain k “rakhi”hui cheez hi kaam aati hai
Is liye mene”rakhi” se laga”rakhi” hai
Ab Haqiqat to ye batany k liye “rakhi” hai
Ke “rakhi” ne raton ki neend ura “rakhi” hai
Ye kya tumne “rakhi rakhi” laga “rakhi” hai
Kambakht”rakhi” ne to ksi or se laga “rakhi” hai.
ye nazm aakhir kis say likhwa rakhi hai?
nazm-kum-khichri bana rakhi hai!
[y]ya nazm akhir hamaray hato nai likhi hai
nazm-kum-khichri nahi balkay biryani bana rahi hai
For almost 10 years, the site XtremePapers has been trying very hard to serve its users.
However, we are now struggling to cover its operational costs due to unforeseen circumstances. If we helped you in any way, kindly contribute and be the part of this effort. No act of kindness, no matter how small, is ever wasted.
Click here to Donate Now