bara zauq tha mera ak me ghazal likhta
haye kiya zamana hai, koi mehboob hi nahi milta!
ik roz dekha k din raat k peechhay panah lay raha tha
samunder baichari zameen ki bhi jaga lay raha tha
socha k bayan karnay ko sirf mehboob hi to nahi reh gaye
meray takhayyul ki tilaash may wo hont, wo gaal hi to nahi reh gaye.
dilkash meray liye wo dubta hua suraj bhi tha
phir uper garajtay badlon k sath samnay samunder bhi tha
in aashiqon ki mehboob say zara bhar fursat to dekho!
aray aqal k andhoo! ye Khuda ki qudrat to dekho!
aashiq ki haalat to dekho mehboob ko khuda kehta hai!
suna pehli baar hai, kabhi Khuda bhi banday ko satata hai.
(Ahmed)
(one of my starters )

Last edited: