• We need your support!

    We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
    Click here to Donate Now (View Announcement)

Poetry! =P

Messages
1,001
Reaction score
17,743
Points
523
Nadaani mein hum kisse apna samajh baethe,
Jo dikhaaya uss Bewafa ne Sapna, hum haqeeqat samajh baethe
Dekho aaj chod diya hamein, Usne ek Gair ke liye,
Jisse hum apna Humsafar samajh baethe

Bhool jana tha to phir apna banaya kiyon tha
Jhooti ulfat ka yaqin dilaya kiyon tha
Apni chahat ka yaqin dilaya kiyon tha
hooti manzil ka neshan banaya kiyon tha #*_________*
 
Messages
1,001
Reaction score
17,743
Points
523
kucha-e-dil may ruswa hua hun itnay pyar say
ranjish ka sama hai, so koi badnaami nahi

mujhay chahton ki kiya chahat ho bhala ab?
bus intezaar hai tutay ga saanson ka silsila kab
k ghaaza-e-gham-e-zindagi ki dilkashi may bacha kya hai?
k har din kis taskeen-e-umeed per guzarnay chala ab. - ***amd***
 
Messages
4,988
Reaction score
23,955
Points
523
kucha-e-dil may ruswa hua hun itnay pyar say
ranjish ka sama hai, so koi badnaami nahi

mujhay chahton ki kiya chahat ho bhala ab?
bus intezaar hai tutay ga saanson ka silsila kab
k ghaaza-e-gham-e-zindagi ki dilkashi may bacha kya hai?
k har din kis taskeen-e-umeed per guzarnay chala ab. - ***amd***
ghaaza-e-gham?
taskeen-?
 
Top