apni to chhat salamat hai, auron ki pehchan kisay!
fikr to hai apni sari dikhta hai nadaan kisay!
hr aah-e-dard talab karti hai, madad ik hath ki
hm jab aagay nikal gaye hein pichhlon ka dhyan kise!
dunya me rehne ki gharz se dunya hi se larna parta he
bazi kuch sakht he, dekho zara, milti he fatah ki shaan kise?
(mine)

Last edited: