mere dil ki sarhadon ko wo par kr gai
mujhe bimari-e-dil se wo dochar kr gai
us ko khone ki soch se mujhe khauf aane laga
wo hamrah chali aur tarikion me tanha chhor gai
us ki dunya me rehne se ghabrata raha me
wo nasoor tamam yadon ka mere pas chhor gai
ye surkh khushbu-dar ghulab bairang hein sare
wo apni zulfon ki kashish se meri tawajjah le gai
wo husn ke nishane par sab loot gai
meri zindagi le gai mujhe lachargi de gai
(me)