• We need your support!

    We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
    Click here to Donate Now (View Announcement)

Poetry! =P

Messages
3,401
Reaction score
9,793
Points
523
mere dil ki sarhadon ko wo par kr gai
mujhe bimari-e-dil se wo dochar kr gai

us ko khone ki soch se mujhe khauf aane laga
wo hamrah chali aur tarikion me tanha chhor gai

us ki dunya me rehne se ghabrata raha me
wo nasoor tamam yadon ka mere pas chhor gai

ye surkh khushbu-dar ghulab bairang hein sare
wo apni zulfon ki kashish se meri tawajjah le gai

wo husn ke nishane par sab loot gai
meri zindagi le gai mujhe lachargi de gai

(me)
 
Messages
3,401
Reaction score
9,793
Points
523
nadani ki thi meri zindagi, magar ab wo mor aa gya
bachpan k aage, qabl-e-buzurgi ik jor a gaya

chubh gaye kante mujh ko, us mor se jo guzar hua
arsa kata us takleef me, phir badnami ka wo uzar hua

zameer ko dekh k apne, mehsoos dimagh me kuch khalish hui
phir paidaa meray Khuda k han, nafs me ik guzarish hui

nafs ko phir apne khuda ka gada me ne kia
hasil-e-taskeen-e-qalb pr, shukr-e-Khuda me ne kia

wo gandagi wo ghalazat badan se mere hui juda
mushkil to bari thi, magar us Zaat ne suni meri sada

ghar se mere khuda ka karam jate jate mujhe bhi chun gya
meri rooh ka Quran khwan mera baais-e-hidayat ban gya

meri subah tarikion me dhal to thi gai
karm aisa hua meri raat bhi badal si gai

kon kehta hai khuda nhi hota gunah-garon k dil me Ahmed
nafs-e-banda-e-nacheez ijazat de, to iman ghalib aa hi jata hai

(one of my immature poems)
 
Last edited:
Messages
2,332
Reaction score
9,506
Points
523
nadani ki thi meri zindagi, magar ab wo mor aa gya
bachpan k aage, qabl-e-buzurgi ik jor a gaya

chubh gaye kante mujh ko, us mor se jo guzar hua
arsa kata us takleef me, phir badnami ka wo uzar hua

zameer ko dekh k apne, mehsoos dimagh me kuch khalish hui
phir paidaa meray Khuda k han, nafs me ik guzarish hui

nafs ko phir apne khuda gada me ne kia
hasil-e-taskeen-e-qalb pr, shukr-e-Khuda me ne kia

wo gandagi wo ghalazat badan se mere hui juda
mushkil to bari thi, magar us Zaat ne suni meri sada

ghar se mere khuda ka karam jate jate mujhe bhi chun gya
meri rooh ka Quran khwan mera baais-e-hidayat ban gya

meri subah tarikion me dhal to thi gai
karm aisa hua meri raat bhi badal si gai

kon kehta hai khuda nhi hota gunah-garon k dil me Ahmed
nafs-e-banda-e-nacheez ijazat de, to iman ghalib aa hi jata hai

(one of my immature poem)

YoU CALL THIS IMMATURE...... U R DEFINITELY MAD THEN....
THIS IS THE BEST IV E EVER READ SO FAR.....
 
Messages
3,401
Reaction score
9,793
Points
523
YoU CALL THIS IMMATURE...... U R DEFINITELY MAD THEN....
THIS IS THE BEST IV E EVER READ SO FAR.....

According to idea and inspiration its definitely the best one but this one does not contain the professional style of poetry.
But it is also said the scriptures of writers are not liked by themselves, but if you are senior in any way you can likely give a better comment on it.
Also thanks for the likes.
 
Messages
2,332
Reaction score
9,506
Points
523
According to idea and inspiration its definitely the best one but this one does not contain the professional style of poetry.
But it is also said the scriptures of writers are not liked by themselves, but if you are senior in any way you can likely give a better comment on it.
Also thanks for the likes.

I dont know much bt poetry but i lyk these simple delegnt ones which r easy to understand.... and u r welcom
 
Messages
3,401
Reaction score
9,793
Points
523
urdu likhte likhte pata ni farsi kyoon sar pr sawar ho jati thi. seemed un concious about whom he's writing about :confused:
 
Top