• We need your support!

    We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
    Click here to Donate Now (View Announcement)

Poetry! =P

Messages
279
Reaction score
1,366
Points
143
in sayon ki dhoop may jal raha hun me
amwaat ki zindagi may mar raha hun me

maloom hai ye shair samajh nahi aya tujhay
saada si baat hai, parh raha hun me :ROFLMAO:
1357911


Zindagi ka maqsad taalash karney ki dor mein alag hua.
Naakaami ki sarak se nikal kar mein raah-e-maqsad par chal para.

Aisi kya zindagi jis mein hum baakion ki tarah hon?
Yahi sawaal hai mera tujh se amd sahab.

Magar bachay bachay hi hain.
Man k zaroor sachay hain! :D
 
Messages
2,332
Reaction score
9,506
Points
523
Zindagi ka maqsad taalash karney ki dor mein alag hua.
Naakaami ki sarak se nikal kar mein raah-e-maqsad par chal para.

Aisi kya zindagi jis mein hum baakion ki tarah hon?
Yahi sawaal hai mera tujh se amd sahab.

Magar bachay bachay hi hain.
Man k zaroor sachay hain! :D

U wrote that urself?? :O
 
Messages
383
Reaction score
912
Points
93
You bluffed me thinking I am a fool
And to make you realize your folly, I used silence as a tool.

I could have done anything, you just got no clue
I kept quiet because I had chosen to

Letting go doesn't mean that I no more care
It's just the realization that all I get is pain when you are here

For all this to end, what contributed the most were our clashes
As for the memories? Yeah, I have burned them to ashes...
 
Messages
279
Reaction score
1,366
Points
143
You bluffed me thinking I am a fool
And to make you realize your folly, I used silence as a tool.

I could have done anything, you just got no clue
I kept quiet because I had chosen to

Letting go doesn't mean that I no more care
It's just the realization that all I get is pain when you here

For all this to end, what contributed most were our clashes
As for the memories? Yeah, I have burned them to ashes...


Nice. (y)
 
Messages
3,401
Reaction score
9,793
Points
523
Zindagi ka maqsad taalash karney ki dor mein alag hua.
Naakaami ki sarak se nikal kar mein raah-e-maqsad par chal para.

Aisi kya zindagi jis mein hum baakion ki tarah hon?
Yahi sawaal hai mera tujh se Ahmed sahab.

aisi kiya zindagi jis may hm baqion ki tarhan hon
yahi to zindagi hai, k sab ik dujay ki tarhan hon

insaan sab aik hi hotay hen, yhan hon ya waha hon
pinhan hon, fida hon ya chahay fana hon.
 
Messages
279
Reaction score
1,366
Points
143
Duniya se alag manzil par chal para mein.
Mehnat karney ki azmat ko thuqraata raha mein.

Kya sirf bharosa-e-khuda se hi kaameyaabi mil jaati hai?
Yahi sawaal puchta raha mein.

Mehnat k faiday hain bohat.
Magar kharab hoti hai is se sehat.

Manzil-e-taraqee ki rah ikhteyaar kar k chal to para.
Magar Duniya k taan'on se dukhi ho gya.

13 mazmoom rakh kar bhi na mila zehni sukh.
Mehnat na karney se jo mila dukh.

Magar is sab k baawajood bhi hai yaqeen.
Kay Duniya gol hai, aur yahi hai teen. :p
 
Messages
279
Reaction score
1,366
Points
143
- Life..

Raat ke zawaal par bhi hai zindagi ki rah kaaim.
Mustaqbil ko samajhna hai humaray bas se bahir.

Mehnat mushaqat par kaamyaabi k faislay hotay to puri insaaniat kaamyaab hoti.
Bharosa-e-khuda ki sahi samajh aur haqeeqat hi se faislay hain hotay..

Taqdeer ki ragon mein hai mustaqbil ki kahaani chupi.
Har mor par karnay partay hain humein faislay takay hon hum sukhi.

Magar is ka matlab ye nahi k insaan bilkul hi sab kuch chor k beth ja'ey.
Madad-e-Khuda tab hi hai jab Insaan apni madad karay.

Khushi aur ghami sirf dimaghi ehsaasaat hain,
Magar ye logon ko samajh nahi aati jitna marzi kahain.

Agar tu mehnat ka raasta ikhtayaar karna chahti hai to hai mujhe manzoor.
Mein bhi phir mehnat hi ki rassi ko karoon ga nahi apney aap se door.

Jis insaan mein apney aap ko badalnay ki taaqat hi nahin wo insaan hi kya.
Aam raastay ko chor k apna raasta nikaalnay wali hai koi aur hi blaa.

Magar iraaday par hai duniya kaaim.
Mustaqbil kay baaray mein achi soch rakhni hai laazim.

Sooraj k nikalnay ka waqt hua parha hai, raat abhi shuru honay ko hai.
Kal se badalnay ka iraada hai, dekhtay hain kya hota hai...
 
Messages
279
Reaction score
1,366
Points
143
- Moving on with life.

Another day passes by like a blur.
We will never be what we were.

You want to let go of all those memories, those good times.
We can never make lemonade, without limes.

There is so much that time can't erase.
But despair is inevitable as life is a race.

If you want to let go, then be it.
Then, to our aims we will have to commit.

Nine days to go, i need to get serious now.
You have your own work to do too.
Just remember that i won't forget you. :')

(Dedicated to my friend)..
 
Top