• We need your support!

    We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
    Click here to Donate Now (View Announcement)

Poetry! =P

Messages
2,332
Reaction score
9,506
Points
523
Kaise gham e hayat kei bandan ko tor dei
ab jetei ji kaise kisi ko koi chor dei

iss khaamshi ko jaan kei iqraar dosti
wahshat koi ta'aluq e khatar, na jor dei

kab aadmi kei khawaab nigal jaye be basi
kab khawahishoon ki laash kinare pr chor dei

kab sar jhuka dei waqt ki dehleez pr hayat
kab samne kisi kei khudi haath jor dey

kab hanstei hanstei ankh sei ansoon ubal parein
kab seel e zabt kei pushtoon ko toar dei

kab daal dei andheroon ki tareek dasht mein
beenayi kis maqaam pe ankhoon ko chor dei

namoos pr kisi ki koi yun jhapat pare
insaniyat ko admi aise bhanmbhoar dei

shayad yehi malal khushi ka sabab bane
shayad ye be kuli humein mola sei joar dei
 
Messages
143
Reaction score
484
Points
103
1) kabhi kabhi dil mein khayal ataa hai key New York sey pehle New Jersey ataa hai :p

2) Mashoor scientist Albert Einstein kehtey hai key: Petrol daaley to gaadi chalti hain. Nahi daaley to nahi chalti :p

3) Aaj kal key ladkiyan ap ney aap par bahut fakhr karti hain. Pehla kalma aata nahi, Angrezi mein baat karti hain :p (not a sexist, just heard it somewhere)
 
Messages
383
Reaction score
912
Points
93
No matter you are near or very far
You are amazing just the way you are.

We mock each other and we fight
I promise I'll be there for you when the time is right.

Hold on the memories in your heart and listen to the silence
You are not alone cause I am always there for your guidance.

I have got a lot to say but I won't
Feelings change, memories don't. :love:
 
Messages
3,401
Reaction score
9,793
Points
523
No matter you are near or very far
You are amazing just the way you are.

We mock each other and we fight
I promise I'll be there for you when the time is right.

Hold on the memories in your heart and listen to the silence
You are not alone cause I am always there for your guidance.

I have got a lot to say but I won't
Feelings change, memories don't. :love:


(y)!
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
I close my eyes and feel
Feel distant, the thing i hold dear
I yearn for her
My heart burns for her
In hopelessness i kneel
I kneel before Him
I plead before Him
For redemption or heart of steel
In other words it seems absurd
But the pain i feel is real

by my friend redrecession
 
Messages
49
Reaction score
535
Points
93
The little boy closes his eyes and tries to sleep
But scared so much, he silently weeps
He hugs the pillow and takes a peek
Instead in his arms is his sister who speaks
Its alright my love, dont be so weak
I'll Always be with you, forever if you seek

And gradually like the sun in the sky
Softer became the boy's muffled cries
His guardian angel then wiped his eyes
Kissed him gently and lulled him goodbye
So much lucky he felt, he wondered why

By my friend paradoX error
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
The little boy closes his eyes and tries to sleep
But scared so much, he silently weeps
He hugs the pillow and takes a peek
Instead in his arms is his sister who speaks
Its alright my love, dont be so weak
I'll Always be with you, forever if you seek

And gradually like the sun in the sky
Softer became the boy's muffled cries
His guardian angel then wiped his eyes
Kissed him gently and lulled him goodbye
So much lucky he felt, he wondered why

By my friend redrecession

You cant say which one is better than the other Simply Superb...
Well done my friend redrecession
 
Messages
3,401
Reaction score
9,793
Points
523
kuchh dil ki baaton ka saath tha
kuchh zindagi ki yaadon ka sath tha
ik lamhay may toot gya sara
wo jo un waadon ka saath tha
ik dujay ko jo kabhi behla diya
us ehsas say un tasalliyon ka saath tha

us kay ilfaaz ko meri soch nay,
ik dil-kash shadiyana bana liya
meri soch may meray dil may,
usnay baikhabar aashiyana bana liya

jis ki har khata meray liye ghaneemat thi,
meri zindagi may wo Khuda ki ik ne’mat thi

meri ragon may lahu jo dorta, usi k naam par
nigah-e-zard jo kabhi chamakti, usi k naam par
in udaas ankhon talay, jo baijan baachhain thin
kabhi wo bhi khiltin to usi ki muskaan par

“ishq” say tauheen hai us ki,
mujhay to us say mohabbat thi
zindagi ki ghaddariyon say tang aa kar
wahi to meri wahid khalwat thi.

shammain bujh gayi hen ab,
meray un qatil ehsasat ki
zehmat-e-sailaab k jaisay, sab baha gayi
rehmat us piyaar ki barsaat ki

gham-e-zindagi to tha hi meri qismat,
pachhtawa-e-jigar nay bhi panah li
meray dil k koochon may, zair-e-zikar hasti k saath
un baichain talkhiyon nay bhi panah li
jaam-e-ulfat-e-sheereen say khalish ki si bu ayi
jab meri aqal nay, jahalat ki panah li

reekhta ki shakal liye, safah tha meri arz-e- dil ka
qissa kuchh mukhtasir sa tha meri marz-e-dil ka
qissa kuchh mukhtasir sa tha meri marz-e-dil ka
(Ahmed)
 
Messages
2,332
Reaction score
9,506
Points
523
Bichra hai aik baar to usei milte nahi dekha
us kei zakham ko hum nei kabhi silte nahi dekha
ek baar jise chaat gayi dhoop ki khwahish
phir shaak pr us ke phool ko khilte nahi dekha
yak lakht gira hai to to jarein tk nikal ayen.
jis ke pair ko aandi mein bhi hilte nahi dekha
kis tara meri rooh hari kr gya akhir
wo zehar jise us ke undar meine khilte nahi dekha.
 
Top