• We need your support!

    We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
    Click here to Donate Now (View Announcement)

Poetry! =P

Messages
4,291
Reaction score
6,457
Points
523
"Kaha koi aisa mila jispe dil luta dete,
har ek ne dhoka diya kis-kisko bhula dete,

apne dil ka dard dil hi mein dabaye rakhe hain,
karte bayan to mehfil ko rula dete."
 
Messages
4,291
Reaction score
6,457
Points
523
Qasam Un Mast Annkhon Ke Main Woh Labraiz Sagar Hon
Jo masti Main Chalak Jao tu Mehkhano Ko lay Doboun
 
Messages
4,291
Reaction score
6,457
Points
523
Safar Muhabbat Ka Dushwar Kitna Hay
Magar Dekhna Hay K Koi WAFADAR Kitna Hay
Yehi Soch K Kabi Mene Manga Nahi Us Ko
Dekhna Hay K Woh Mera "TALABGAAR" Kitna Hay
 
Messages
4,291
Reaction score
6,457
Points
523
Teri yaad k aansu lafz ban kr bikharty chalay gay
Ham jo likhne baithay to phir likhte chaley gay
Janay kis khayal men tu ne door rehny ko kaha tha
Ham apni zaat me aisy simtay k simt'ty chalat gay
Shab.e.tanhai or teri yaadon ne wo qayamat barpa ki
Ansu ja bahay to behty chalay gay
 
Messages
4,291
Reaction score
6,457
Points
523
bana k chor dete hain wo apne wajood ka addi
kuch log is tarha bhi muhabat ki saza dete hain
 
Messages
3,401
Reaction score
9,793
Points
523
so now comes the turn of my IMMATURE poetry :D

aankhon kay agay ik andhaira sa chha raha hai
jantay ho kyun? mujh ko parhna par raha hai

ab tum hi batao, me kiya karun?
sab soye huway hen, tang kisaykarun?

likh me nazam raha hun samnay kitaab hai pari
kash zehn-nashini k liye jadu ki koi chhari

na koi kaam na kaaj is umer may
raat ko jaagun ga, so jaun ga sehr may

lambi chhutiyon ka ab sitam to jhail lun
sochta hun school ja kay kuchh khail lun

kiya likh raha hun me, is ka koi fayeda nahi
kiya is dunya may, meri pasand ka koi qayeda nahi?

magar kisi ko kiya pata me kiya likh raha hun
hath may hai kitab, per shararatain me ker raha hun

ye raaz faash na karna tujhay batla dun me ya
phir me jaanay kyun nazm likh raha hun ye?
(ME :LOL:)
 
Messages
1,341
Reaction score
5,963

amazing man
MASHALLAH, ap ko aj ke bad me 'Iqbal' refer karon ga
 
Messages
3,091
Reaction score
8,272
Points
523
- Random Poetry -

Everything falls apart,
No one is smart,
Life is a piece of art,
All i need is a new start.

The apocalypse draws nearer,
Things become much more clearer,
I walk with my shadow, my best friend,
Someday it will all end.

Falling down these endless stairs,
If only it was as simple as musical chairs,

Life is like a game of chess,
You need to assess,
And reach for success,
No need to fall in distress.

I was a mere acquaintance,
This was all a co-incidence,
I am a hindrance, no repentance,
My existence won't be a resistance.

We work, we eat, we sleep,
Life changes in a beep.
I won't fall asleep,
I might fall in too deep.

...
 
Top