• We need your support!

    We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
    Click here to Donate Now (View Announcement)

Poetry! =P

Messages
1,160
Reaction score
3,858
Points
273
I love this one..is se bohat inspiration milti hai...Insaan ko seedhi rah par gamzan karti hai..:)
Uhmm..Not sure..magar main ne kahin parha tha keh it is iqbals ..Wht do u think.?

yea same here , I read it once , twice , thrice and over n over again and its (y)(y) .. Exactly ! wording hi asi hai
Im sure iqbal k Iqbal ki ho gi bcz i read something similar aur wo iqbal ki thi ..
 
Messages
1,160
Reaction score
3,858
Points
273
Sar Say Lay Kar Paon Tak Tanveer Hi Tanveer Hai
Moan Say Bolta Hai Jaisay Quran Ki Wo Takreer Hai

Hussan Mustafa (S.A.W)Ko Deekh Kar Kehti Hai Yeh Dunya
Wo Mussaver Kaisa Ho Ga Jis Ki Yeh Tasveer Hai
 
Messages
1,001
Reaction score
17,743
Points
523
Sar Say Lay Kar Paon Tak Tanveer Hi Tanveer Hai
Moan Say Bolta Hai Jaisay Quran Ki Wo Takreer Hai

Hussan Mustafa (S.A.W)Ko Deekh Kar Kehti Hai Yeh Dunya
Wo Mussaver Kaisa Ho Ga Jis Ki Yeh Tasveer Hai
OKayy...Bohat hi acha tha yeh shair(y)(y)(y)..epecially the second one...Is shair ko parh kar na..Mujhay us sultan-e-iflak, khalq-e-duniya ke dedar ki Cha barh gae hai..Main aksar yeh Dua bhi karti hoon..keh mujhay deedar-e-illahi naseeb ho..balke hum sab ko hi ho..Ameen.:)
 
Messages
1,160
Reaction score
3,858
Points
273
OKayy...Bohat hi acha tha yeh shair(y)(y)(y)..epecially the second one...Is shair ko parh kar na..Mujhay us sultan-e-iflak, khalq-e-duniya ke dedar ki Cha barh gae hai..Main aksar yeh Dua bhi karti hoon..keh mujhay deedar-e-illahi naseeb ho..balke hum sab ko hi ho..Ameen.:)

thanks ....mujy itni high level urdu nai ati samaj :eek:
yeah even I did aur Ameen sum Ameen :) ...
 
Messages
1,466
Reaction score
21,177
Points
523
Paas aye..dooriyan pher bhi kam na hoi
ek adhuri si humari kahaani rahi
asmaan ko zameen ye zaroori nhi..jaan le maan le
ishq sacha wohi..jisko milti nhi manziley..manziley
rang tha noor tha..jab qareeb tu tha..ek janat sa tha ye jahan
waqt ki rait pe kuch mere naam.saa likh ke choor gaya tu kahan
humari adhuri kahani....humari adhuri kahani
 
Top