• We need your support!

    We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
    Click here to Donate Now (View Announcement)

Poetry! =P

Messages
1,001
Reaction score
17,743
Points
523
Lekar Aya tha kaye khuwab is duniya main
Apki mehnat se kaye khuwab purey ho gaye

Ap sabke muskaratey chehray hamesha yaad rahey ge
Hamari sharatar par apka dantna bhi yaad rahega
Khushi main gham main hamesah hamra sath dena yaad rahega

Dil tou nahi karta par ab janey ka waqt ho gaya
Ja raha hon bohat si yadain aur khuwab le kar

Dua aj unke liye jinse hamesha duaon ki umeed hai
Silah hum kya dainge magar khuda ke han uncha maqam hai


Shukriya Ustaad, Apki azmat ko Salam.:love:
 
Messages
1,001
Reaction score
17,743
Points
523
Hai Nafs Kay Hathon Tu Majboor Kitna
Sab Jan Kay Bhi Ajj La-Shaoor Kitna

Jis Chehre Nay Hai Ek Din Mitti May Mil Jana
Us Chehre Pe Hai Tujhe Ghuroor Kitna

Ek Sajde K Inkar Nay Iblees Ko Shaitaan Bana Dia
Tu Khud Jan Le Tera Hai Qusoor Kitna

Jinki Sunnat Pe Chalna Tujhay Gawara Nahin
Tere Wastay Roye Thay Woh Huzoor (S.A.W) Kitna

Tu Nay Chakhi Hai Faqat Gunahoan Ki Lazzat
Tu Kia Jane Zikr-E-Ilahi Me Hai Suroor Kitna

Teri Sheh Rag Say Bhi Ziada Jo Tere Qareeb Hai
Phir Bhi Us Zaat Say Hai Tu Door Kitna.​
 
Messages
1,001
Reaction score
17,743
Points
523
teray pyaar mein, dil haar kay
main nay kya paaya kya gawaya

tujh ko chaya, tujh ko puja
main nay tujhay dil mein basaya
teray liyeee Ay bewaafaaa
kaisay jeyaaa hayeee kya kya kiya
teray pyaar mein, dil haar kay
main nay kya paaya kya gawaya

teri yaadein woh saari baatein
tu he bata kaisey bula doon
kise kahoon aye bewaafa dil kis tarah toota mera .:love::love::love: Abdullah Qureshi *.*
 

badrobot14

XPRS Administrator
Messages
3,458
Reaction score
34,718
Points
523
friendship is a priceless gift

that cannot be bought nor sold

but it's value is far more greater

than a mountain made of gold

for gold is cold and lifeless, it can neither see nor hear

in time of trouble it is powerless to cheer

it has no ears to listen, no heart to understand

it cannot bring you comfort or reach out a helping hand

so when you ask god for gift be thankful if he send

not diamond pearl or riches but the love of a real true friend

- Muhammad Ali
 
Top