- Messages
- 1,001
- Reaction score
- 17,743
- Points
- 523
Kuch ab sambhaleny lagi hai jaan bhi,Badal chala door asman bhi
Jo raat bhari thi taal gayi hai ,Jo din kara tha guzar gaya woh

🚀 NEW from the xtremepape.rs team: AI exam prep — 150,000+ worked solutions, and it marks your handwritten working from a photo. Sign in with your forum account & try it free → prepare.xtremepape.rs
aye khaasa-e-khaasaan-e-rusul waqt-e-dua hai
ummat pe tiree aakay ajab waqt parha hai
jo deen bari shaan say nikla tha, watan say
pardais mein woh aaj ghareeb-ul-ghuraba hai
woh deen, huee bazm-e-jahaan', jiss say charaaghaan'
aaj iski majaaliss mein na batti na diyaa hai
jo deen keh tha shirk say aalam ka nigehbaan
ab iska nigehbaan', agar hai, to KHUDA hai
jiss deen nay ghairo kay thay dil aakay milaaye
iss deen mein khud bhai say ab bhai judaa hai
aalim hai so bay-aqal hai, jaahil hai so wehshi
mun'im hai so maghroor hai, mufliss so gadaa hai
choto mein itaa'at hai na shafqat hai barho mein
pyaaro mein mohabbat hai na yaaro mein wafaa hai
faryaad hai aye kashti-e-ummat kay nigehbaan'
berha yeh tabaahi kay qareeb aa lagaa hai...
----Maulana Haali
Beautiful.aye khaasa-e-khaasaan-e-rusul waqt-e-dua hai

Kiska hai?Fana na kar apni zindai ko Raah-e-janoon main Aye jawan
Tab kareyga ibadat jab gunah karney ki taqat na hogi.
Pata nahiKiska hai?