• We need your support!

    We are currently struggling to cover the operational costs of Xtremepapers, as a result we might have to shut this website down. Please donate if we have helped you and help make a difference in other students' lives!
    Click here to Donate Now (View Announcement)

Poetry! =P

Messages
36
Reaction score
125
Points
43


After everything is said and done,
what else is there to say?
Millions of years of concepts and
development, only to lead us to

the depletion of the very thing we strive for.
Can't you think of a brand new rhyme scheme
to show the world your artistic skills? No,
I do not know but we glow at the presence of

internal rhymes. simile. metaphors. free verse.
Rehearse the smile that lays on your face.
Nothing is original; nobody new. But
everything we do, leads us to you.
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
Labon Se Tumharey Ek Jaam Aakhri Ho
Muhabbat Ka Phir Wo Maqaam Aakhri Ho

Samajh Kar Ye Is Ko Jagah Dil Mein Dey Do
Ke Shayed Humara Pyaam Aakhri Ho

Phir Chot Khaai Gumaan Phir Kiya Ye
Ke Yaaron Ka Mujh Pe Enaam Aakhri Ho

Thehar Jaaye Aa Kar Khushi Dharrkanon Mein
Terey Dil Mein Raqs-E Aalaam Aakhri Ho

Nahin Hai Muhabbat Ka Anjaam Koi
Pesh-E Subh-E Awwal Na Shaam Aakhri Ho

Abhi Shor Baaqi Hai Maqtal Mein Dekho
Kahin Wo Na Mera Hi Naam Aakhri Ho

Nahin Main Kisi Ki Muhabbat K Qaabil
Dil Waalon Ko Mera Salaam Aakhri Ho
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
paradoX error Long tym no poetry bro
Zindagi Sab ko mili Ho ye zaroori to Nahi..
Aag chaman mein bahaaren bhi Laga sakti Hain,
Kahin Bijli Hi Giri Ho ye zaroori to Nahi..

Umar Jalwon mein Basar Ho yeh zaroori Toh Nahi..
Har shab-e-gham ki Sahar Ho yeh zaroori toh Nahi..

Aag ko Khel patangon ne samajh rakha Hai,
Sab ko Anjaam ka darr Ho yeh zaroori to Nahi..

Neend toh dard ke bistar pe bhi aa sakti Hai,
Un ki Aaghosh mein Sar Ho yeh zaroori toh Nahi..

Sabki saaki pe nazar Ho yeh zaroori Hai,
magar Sab pe saaki ki Nazar Ho yeh zaroori to Nahi..

Shaikh karta toh Hai Masjid mein Khuda ko Sajde,
Us ke Sajdon mein Asar Ho yeh zaroori toh Nahi..

Aap Roye meri mayyat mein itna kaafi Hai,
Sab ki Aankhon mein Namee Ho ye zaroori to Nahi.
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
kal chohudween kee raat thee shab bhar raha charcha tera
kuch nay kaha chaand hay kuch nay kaha chehra tera
hum bhee waheen maujood thay
humsay bhee sab poocha kiyay
ham hans diyay hum chup rahay
manzoor thaa parda tera
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
If you sing me a song of your own, if you tell me a story of your own
I will live every word as it drops from the silence
and from the scent of flowers i will write your name
I will draw your beautiful face on the blue sky
and I won’t let the air mess with your hair
I will draw you fine,this time i will make you mine
I will silently pray that nothing takes you away
and cleverly fool myself, as your scent lingers free in the trapped winds
I will feel you everywhere, i will bathe my wounded heart in the rain
In the drops that touched your cheeks, in the drops that fell purified
I will dance free in the air that you have breathed
I will dance on your heartbeat,
I will sway selflessly in the feeling of your presence
And when deep is the night and when deeper are your eyes,
When Calm is the night and calmer your voice
When Silence is your language and truthful your words
When Unending is the illusion and Mesmerizing your voice
then what would i know of days and what of nights
How did it get so late so soon? Its night before its afternoon ...
 
Last edited:
Messages
1,826
Reaction score
21,481
Points
523
Are you, are you
Coming to the tree
They strung up a man
They say who murdered three.
Strange things did happen here
No stranger would it be
If we met at midnight
In the hanging tree.

Are you, are you
Coming to the tree
Where the dead man called out
For his love to flee.
Strange things did happen here
No stranger would it be
If we met at midnight
In the hanging tree.

Are you, are you
Coming to the tree
Where I told you to run,
So we'd both be free.
Strange things did happen here
No stranger would it be
If we met at midnight
In the hanging tree.
- the Hanging tree

Are you, are you
Coming to the tree
Wear a necklace of rope,
Side by side with me.
Strange things did happen here
No stranger would it be
If we met at midnight
In the hanging tree.

Are you, are you
Coming to the tree
Where I told you to run,
So we'd both be free.
Strange things did happen here
No stranger would it be
If we met at midnight
In the hanging tree.

Are you, are you
Coming to the tree
They strung up a man
They say who murdered three.
Strange things did happen here
No stranger would it be
If we met at midnight
In the hanging tree.

Are you, are you
Coming to the tree
Where the dead man called out
For his love to flee.
Strange things did happen here
No stranger would it be
If we met at midnight
In the hanging tree.
 
Messages
14
Reaction score
11
Points
3
Hum se nahin rishta bhi, Hum se nahin milta bhi...
Hai pas hamare betha bhi, dhoka ho to aisa ho...
 
Messages
1,826
Reaction score
21,481
Points
523
I sailed my seas looking for your shore,
But could never see the mask you wore.

I searched everywhere, I broke every queue,
I got lost finding the lost you.

My heart bleeds words, tears trickle from my eyes,
While searching for the good in goodbyes.

Ah, I suck at rhymes. -.-
it is really amazayn
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
Koi Haar Gaya, Koi Jeet Gaya
Ye Saal Bhi Aakhir Beet Gaya
Kabhi Sapne Sajaye Aankhon Me
Kabhi Beet Gaye Pal Baaton Me
Kuch Talkh Se Lamhat Bhi The
Kuch Haadse aur Sadmaat Bhi The
Kuch Berukhi, Kuch Bechaini
Kuch Mann Me Simti Weerani
Kuch Lamhe The Yaadgar Bohat
Kuch Lamho'n ko Barbaad Kiya
Ye Saal Bhi Aakhir Beet Gaya
Ye Saal Bhi Aakhir Beet Gaya...
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
Mat pooch meri mohabat ki
inteha kaha tak hai,
Tu kar le sitaam
teri taqat jahan tak hai,
wafa ki umeed
jinhe hogi unhe hogi,
Dekhna hai tu
bewafa kahan tak hai
 
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
Aa gaya gar vasl ki shab bhi kahin zikr-e-firaaq
Vo tera ro ro ke mujhko bhi rulaana yaad hai
Dekhanaa mujhko jo bargashtaa tou sau sau naaz se
Jab manaa lena tou phir Khud ruuth jaanaa yaad hai
Berukhi ke Saath sunaanaa Dard-e-Dil ki dastaan
Aur tera hathon mein vo kangan ghumaanaa yaad hai
 
Last edited:
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
paradoX error Long tym no poetry bro
Reading "barg e sehra" these days...


1-) iss shab kay muqaddar mein sahar nahi mohsin
dekha hay kaee bar charaghon ko bujha kar

2-) bura na maan meray harf zehr zehr sahi
kia karun yahi zaiqa zabaan ka ha

3-) bichartay waqt say yoon mein ab tak nahi roya
woh keh gaya thaa yahi waqt imtehaan ka hay

4-) jo barg e zard kee surat hawa mein urta hay
woh wark bhee meri apni dastaan ka hay

5-) bichar bhee jayey magar mujhsay bekhabar bhee rahay
yeh hosla he kahaan meray badgumaan ka hay

6-) qafas tou kheyr muqaddar mein thaa mohsin
hawa mein shor abhee tak meri uraan ka hay

7-) yoon dil say hamkalaam huee yaad e raftagaan
jaisay ik ajnabi say koi razdaan khulay

8 -) sehmi khari hein khof e talaatum say kashtiaan
mauj e hawa ko zid hay keh koi badbaan khulay

9-) jitna hawa say band e quba khul gaya tira(tera)
hum log iss qadar bhee kisi say kahaan khulay
 
Last edited:
Messages
971
Reaction score
2,693
Points
253
Jis Ki Janib Woh Nazar Apni Utha Lete Hain
Uss Ki Soyee Hui Taqdeer Jaga Dete Hain

Teri Duzdeeda Nigahon Ko Dua Dete Hain
Jitne Chubhte Hain Ye Teer Utna Maza Dete Hain

Jab Se Dekha Hai Unhein Apna Mujhe Hosh Nahin
Jane Kya Cheez Woh Nazroon Se Pila Dete Hain

Takht Kya Cheez Hai Aur Laal-o-Jawahir Kya Hain
Ishq Wale To Khudai Bhi Loota Dete Hain

Aik Din Aisa Bhi Ata Hai Mohabbat Mein Zaroor
Khud Ko Ghabra Ke Naqab Apna Uttah Lete Hain

Apni Barbadi Pe Khush Hoon Yeh Suna Hai Jabse
Woh Jisse Apna Samajhte Hain Mitta Dete Hain

Apne Daman Ko Zara Aap Bacha Kar Rakhna
Sakhat Aahon Se Bhi Hum Aag Laga Dete Hain

Jis Ki Janib Woh Nazar Apni Uttha Lete Hain
Uss Ki Soyee Hui Taqdeer Jaga Dete Hain
 
Last edited:
Top